Sunday, May 01, 2005

Meri Kahani ...

Meri Kahani Mera Kissa ho tum
Meri Kahani Mera Kissa ho tum

Tumhe kaise bhula sakta hun
Kaise dil se mita sakta hun
Meri sason kaaaa .. hissa ho tum

Meri Kahani Mera Kissa ho tum
Meri Kahani Mera Kissa ho tum

Tumhe kaise bhula sakta hun
Kaise dil se mita sakta hun
Meri sason kaaaa .. hissa ho tum

Meri kahaniiii

Hum pyar ki dor se
bandhe bhi huein hain
tute bhi huein hain

Hum pyar ki dor se
bandhe bhi huein hain
tute bhi huein hai

aur haath se haath ye
mile bhi huein hain
chute bhi huein hain ..

hum saath hai per humsafar nahin
mere paas nahin .. to dur sahi ..
per meri to .. manzil ho tum

Meri Kahani Mera Kissa ho tum
Meri Kahani Mera Kissa ho tum

Tumhe kaise bhula sakta hun
Kaise dil se mita sakta hun
Meri sason kaaaa .. hissa ho tum

Meri Kahaniiii ..

Her khushi saath thi
mere tum the magar
ek pal mein tumhe kho diya

duriyan cha gayin
jaise badal koi ..
aasman ne bikher diya ..

hum dur hue the jaane kyun ...
hum dur hue the jaane kyun ...
ab paas hain to lagta hai yun ...
ki ek pal ka .. sapna ho tum .

Meri Kahani Mera Kissa ho tum
Meri Kahani Mera Kissa ho tum

Tumhe kaise bhula sakta hun
Kaise dil se mita sakta hun
Meri sason kaaaa .. hissa ho tum

Meri Kahani ...
Meri Kahani ...
Meri Kahani ...
Meri Kahani ...

No comments: