Sunday, December 16, 2012

Aankhon mein jiske, Koi to khwaab hai;
Khush hai wohi jo, Thoda betaab hai;
Zindagi mein koi, Arzoo ke jiye…
Phir Dekhiye…
Honton pe jiske, Koi to geet hai;
Woh haare bhi to, Uski hi jeet hai;
Dil mein jo geet hai, Gungunaa lijiye…
Phir Dekhiye…
Yaadon mein jiske, Kisi ka naam hai;
Sapno ke jaise, Uske har shaam hai;
Koi to ho jisse, Apna dil dijeye…
Phir Dekhiye…
Khwaab bun yeh zara;
Geet sun yeh zara;
Phool chun yeh zara…
Phir Dekhiye…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

 In whose eyes there are dreams
Happy is the one, who is restless
Desire for something in life…
Then watch…

On whose lips there is a song
Even in defeat, he finds victory
What song lies in the heart, hum it…
Then watch…

 In whose thoughts there lies a name
Whose every evening is like a dream
Give your heart to somebody…
Then watch…

 Weave this dream,
Listen to this song,
Pluck this flower…
Then watch…

No comments: